ग्रीन टी के फायदे - Benefits of Green Tea In Hindi
Green Tea ke Fayade, Benefits of Green Tea In Hindi Green Tea Peene Ke Laabh.
1. Wazab kam karna, Weight Loss in Hindi.
2. Pachan Tantar Majboot hota hai.
3.Cancer se bachaav
4. Heart problem rakhe dur
5. Muh ki badboo khatam kare.
6. Jodo ke dard main laabh.
7. Healthy sharir
Jaane Green Tea Ke Benefits For Your Healthy Body :-
1. Green Tea Bachaye Sardi se :-
1. Green tea ka sevan laabhkari hota hai.
2. Isme paaya jaane waala vitamin 'c' ke kaaran flu or sardi theek ho jaati hai.
3. Iska sevan din main 3 - 4 baar kare to jaldi aaram milega
2. Tension/ तनाव करे दूर :-
1. Bahut log tension ko dur ya kam karne ke liye chay peete hai.
2. Lekin unko ye nahi pata ki green tea ka sevan kitna acha hota hai chay se kai guna.
3. Green Tea main amino acid hota hai usi se taanav kam karne ki uarja milti hai.
3. गठिया का घरेलू इलाज ग्रीन टी से :-
1. Green tea gadhiya ko rokne or kam karne main madadgaar hoti hai.
2. Jin roganuo ki wajhse ye rog hota hai usko khatam karne ki shakti hai isme
4. Skin/त्वचा को सॉफ रखने के लिए ग्रीन टी के फ़ायदे :-
1. Green tea ka rozana sevan karne se jhuriya or daad - dhabbe nahi hote.
2. Tavcha hamesha khili - khili or chamakti rahegi or aap sada jawan dikhoge.
5.मूह की बदबू भगाए :-
1. Green Tea muh ke liye bhi bahut fayademand hoti hai.
2. Isme Oxikaran rodhi polyphynol paaya jata hai jo un tatvo ko khtam karta hai, jinse muh main badboo jaisi saas ki bimariyo ka janam hota hai
6. वज़न घटाए : Weight Loss Tips In Hindi
1. Green tea se wazan teji se kam hota hai.
2. Pachan shakti badh jaati hai.
3. Isme ceffin hota hai jo kelorie ko kam karta hai, jisse wazan kam hota hai.
7. Green tea se blood preesure normal rahta hai.
8. Colestrol ki matra santulit rahti hai.
9. Cancer hone ka khatra kam ho jata hai.
#health benefits of green tea, #advantages of green tea, #green tea health benefits, #use of green tea, effects of green tea, #side effects of green tea, #green tea ke fayde in hindi, #green tea benefits in hindi, #green tea ke fayde hindi me, #green tea peene ke fayde, #green tea ke nuksan
Comments
Post a Comment