Ghar Par Banaye Resturant Jaisa Methi Malai Paneer
Ghar Par Banaye Resturant Jaisa Methi Malai Paneer.
1. 150g paneer
2. 1 bada chamamch kasuri methi
3. 1 bada pyaj
4. 1 cup doodh
5. 1/2 cup dahi
6. 2 bade kaaju ke tukade.
7. 1/2 chota chamamch tel.
8. 1 chota chamamch makkhan
9. 1/2 chota chamamch gram masala
10. 1 chota chamamch cornflor
11. namak swad anusaar
1. Pyaj ko kat kar ubal le.
2. Kaaju tukda doodh main ubal le.
3. Pyaj or kaaju ko pees kar paste bana le.
4. Paneer ko halke garam paani main 10 min tak daale.
5. Ek pan le, isme tel daal kar garam kare, ab aanch dhimi karke makkhan daal kar bhune.
6. Pyaj or kaaju ka mishran ko bhune
7. Gram masala daal kar bhune
8. Dahi dale or bhune jab tel chmkane lge toh dudh daal kar ek ubaal le
Methi Malai Paneer Banane ke Liye Samargi : -
1. 150g paneer
2. 1 bada chamamch kasuri methi
3. 1 bada pyaj
4. 1 cup doodh
5. 1/2 cup dahi
6. 2 bade kaaju ke tukade.
7. 1/2 chota chamamch tel.
8. 1 chota chamamch makkhan
9. 1/2 chota chamamch gram masala
10. 1 chota chamamch cornflor
11. namak swad anusaar
Swadhisht Methi Malai Paneer Banane ki Delicious Vidhi : -
1. Pyaj ko kat kar ubal le.
2. Kaaju tukda doodh main ubal le.
3. Pyaj or kaaju ko pees kar paste bana le.
4. Paneer ko halke garam paani main 10 min tak daale.
5. Ek pan le, isme tel daal kar garam kare, ab aanch dhimi karke makkhan daal kar bhune.
6. Pyaj or kaaju ka mishran ko bhune
7. Gram masala daal kar bhune
8. Dahi dale or bhune jab tel chmkane lge toh dudh daal kar ek ubaal le
Comments
Post a Comment