लहसून के फायदे - Garlic Benefits in Hindi
खाली पेट खाए 1 लहसुन रोज़ाना , हो जाए सेहतमंद
Lahshun ek jadi - booti hai, Bhojan ko swadisht banane ke liye iska istemaal masale ke roopmain bhi kiya jata hai, Sath hi iska upyog ya sevan karke anek parkar ki bimariyo ko roka or theek kiya ja sakta hai.
Lahshun main aliiaium naam ka antibayotic hota hai, jisse rogo se bacha ja sakta hai.
Garlic/लहसुन के फ़ायदे : -
1. Rozana lahsun khaane se blood pressure control rahta hai.
2. Acidity theek ho jaati hai.
3. Heart problem main laabhkari hai.
4. Liver theek rahta hai.
5. Pet ke tannav ko niyantarit karta hai.
6. Dayriya ka ilaj aasan hota hai.
7. Daibeties ko normal karta hai.
8. TB or khansi ki bimariyo ko theek karta hai.
9. Lahshun ke ras ki boonde rui main daalkar sughane se sardi - jhukha main aaram milta hai.
10. Lahsun ka sevan karne se pet main gas nahi banti.
खाली पेट लहसुन /गार्लिक खाने के फ़ायदे - Health Tips in Hindi :-
1. Lahshun ka swad bahut teekha or khushbu tej hoti hai.
2. Lahshun pet ki bimariyo ke liye bahut laabhkari hai.
3. Yah pachan tantar ko theek rakhta hai or bhuk badhata hai.
4. Iske sevan se ghabrahat hone par baar - baar hone waala acid banana band ho jata hai.
5. Lahsun ek osdhi hai jisse anek rogo ka ilaj kiya jata hai.
6. Lahsun main itni shakti hoti haiki iske sevan karne se cancer jaise bimaryo ka ilaj bhi sambhav ho sakta hai.
7. HIV/Aids waale rogi lahshun ka sevan na kare, unke liye ye khatarnaak ho jata hai.
8. Yah khaansi ki rokthaam ,ilaj ke liye uttam mana jaata hai.
9. Yadi daant main kida lagane se dard hota hai to lahshun ke tukado ko garam karke dard waale daant par rakh kar dabaye. 2 din main dard khatam ho jaayega.
10. Fodde or funsiya hone par lahshun ko pees kar lagane se theek ho jaate hai.
#garlic benefits in hindi, #lahsun ke gun in hindi, #benefits of garlic, #lahsun khane ke fayde in hindi, #lahsun ke fayde in hindi, #lahsun ke nuksan, #lahsun ke fayde hindi me, #lahsun benefits in hindi, #garlic ke fayde in hindi, #lahsun ke fayde hindi, #garlic ke fayde, #lahsun ka fayda, #lahsun ke labh in hindi
Comments
Post a Comment