Beauty Benefits of Milk Cream For Skin -ब्यूटी टॉनिक भी है मलाई
ब्यूटी टॉनिक भी है मलाई : मलाई के फेस पॅक से पाए चमकती सफेद त्वचा
Health Benefits of Malai In Hindi : - Doctor ka manana hai ki malai wala doodh peene se sharir mota ho jata hai, yeh jayadatar tond waale doodh ko peene ki salah dete hai matlab bina cream ka doodh. Kya aaap jante hai ki malai ek trah ka best tonic hai aapke face or body ke liye. Iska upyog medicine or other beauty products ke roop main hota hai. Khubsurti Ke Liye Malai Ke Fayade
मलाई के ये फ़ायदे शायद आप भी नही जानते होगे : - मलाई के फेस पॅक से पाए चमकती सफेद त्वचा
1. Malai or Nimbu ka Ras ka Paste : मलाई ओर नींबू का रस का पेस्ट
1. 1 Chamamch malai main nimbu ka ras mila le.
2. Ise apne chahre par tab tak male jab tak ye chahre main ram na jaaye.
3. Iske baad face ko halke gungune paani se dho le.
4. Aapka chehra ekdum mulayam or khila khila ho jaayega.
2. Malai or Apple ka Ras : मलाई ओर सेब का रस
1. 1 Chamamch malai main 1 chamamch apple ka ras mila kar fete.
2. Halke hatho se chahre par lagaye.
3. Aisa lagataar karne se chahre main nikhar aayega or rang bhi saaf hoga.
3. Hotho ke Liye Malai ka Upyog : होठ के लिए मलाई का उपयोग
1. Agar aapke hoth fat gye hai or unme dard hota hai to apnaaye ye ghareu nuskha.
2. Raat ko sote samay thodi si malai apne hotho par laga le.
3. 1 din main hi theek ho jaayenge or mulayam bhi.
4. Besan or Malai ka Uabatan Banaye : बेसन ओर मलाई का उबटन बनाए
1. Thodi si malai main 1 chamamch besan mila kar uabatan bana le.
2. Nahane se pahle apne sharir par lagaye.
3. Tavcha mulayam ho jaayegi.
4. Ise lagane ke baad saabun ka paryog na kare to acha rahega.
5. Multaani Mitti Or Malai Se Nikhare Chahre Ka Rang : मुलतानी मिट्टी ओर मलाई से निखरे चहरे का रंग
1. Multani mitti or malai ka paste bana le.
2. Ise chahre or kohniyo par lagaye.
3. Kohniyo ka kalapan dur ho jaayega.
6. Baddam Se Kare Apni Tavcha Ko Saaf : बादाम से करे अपनी त्वचा को सॉफ
1.. 3 - 4 Badaam ki giriya or 10 - 12 desi gulab ki pattiya pees le.
2. Isme malai mila kar paste bana le.
3. Chahre par lagaye.
4. Isse chahre ke daag - dhabbe, jhuriya theek ho jaayengi.
7. Santare, Nimbu or Malai Ka Uabatan : संतरे, नींबू ओर मलाई का उबटन
1. Santare, nimbu ke chilko ko sukhakar powder bana le.
2. Isme shahad or malai mila kar paste bana le.
3. chahre par male. Isse chahre ki ruki tavcha main jaan aa jayegi or jhuriyo se mukti milegi.
8. Mosmi ke chilke sukha kar pees le , ise malai main mila kar uabatan ke roopmain istemaal kare.
9. Malai or muli ka ras mila kar lagane se bhi rang nikhrata hai.
#Benefits of Malai in Hindi, #malai face pack in hindi, #malai ke fayde in hindi, #malai face pack for dry skin, #malai for oily skin, #malai for face glow, #malai and lemon for face
Comments
Post a Comment