Gharelu Nuskhe For Cough In Hindi - बलगम वाली खांसी से छुटकारा पाएँ
अगर पाना है बलगम की खाँसी से छुटकारा तो अपनाए ये घरेलू नुस्खे उपाय इलाज
Gharelu nuskhe for cough in hindi : - Balgum naam ki koi aisi bimari nahi hai jo khatarnaak ho, ye jayada sardi hone se ya anay karan se ho jaata hai, lekin jayada samay tak ye bimari rahi to saas se judi koi bhi bimari ho sakti hai. Iske bahut saare gharelu upay yanha diye hue hai jaane. Khansi ka ilaj sahi samay par karwa lena cahiye warna ye dama ya koi saas ki bimari ka roop le sakti hai. Hum aapko yanha batanye home remedies for cough in hindi,khansi ka gharelu ilaj jinko apnakar aapko bulgum ya cough waali khansi se turant chutkara mil sakta hai.

बलगम वाली खाँसी हो जाने के लक्षण :- Lakshan Symptoms Of Cough
- Gale or chaatimain kuch jama hona.
- Saans lene main preshaani.
- Lagataar chinkhe aana.
- Naak bahana.
- Aankhe lal hona.
- Bhukhar hona.
बलगम होने के कारण :- Reason of Cough
- Sardi - Jukham
- Falu ho jana.
- Viral infection.
- Jayada Smoking karna.
- Thand lage kaffi din ho jane par ilaj na karna.
बलगम की खाँसी का घरेलू उपाय नुस्खे उपचार : Home Treatment For Cough
प्याज ओर नींबू का मिश्रण : Onioin Or Lemon For Cough
- 1 Pyaj le or 1 nimbu, dono ka ras nikal kar mila le.
- Ab 1 cup paani daal kar 3 min tak ubal le.
- Thanda hone par 1 chamamch shahad mila le.
- Iska sevan din main 2 ya 3 baar kare.
बलगम की खाँसी के लिए हल्दी : Turmeric For Cough
- Haldi ek khas osdhi hai jo ander ya bhar dono trah ka ilaj kar sakti hai.
- 1 Glagg garam doodh le, isme 1 chamamch haldi milaye.
- 1/2 chamamch kali mirch powder mila le, sath hi 1 chamamch shahad bhi milaye.
- Rozana 15 din tak sevan karne se balgam bahar nikal jata hai.
लहसुन ओर नींबू से करे खाँसी दूर : Khansi Ka ilaj In Hindi
- Lahsun main anek tatav mojud hai, jabki nimbu main vitamin 'c' bharpur matra main paaya jata hai.
- 1 Cup paani main 2 nimbu ka ras nikal kar ubal le.
- Ab isme kuta hua lahsun milaye.
- Thoda sa namak or kali mirch ka powder milaye.
- Isko peene se cough se jalad chutkara mil jaayega
खाँसी मे मुलेठी के फ़ायदे : Health Benefits Of Mulethi In Hindi
- Mulethi ka upyog khansi ko theek karne main or balgam ko nikalne ke liye kiya jata hai.
- Thode se paani main mulethi ko ubal kar uska kadha bana le or chay ki trah peeye.
- Mulethi ke tukade apne muh main rakhe or chuse.
- Balgam or khansi main aaram milta hai.
अदरक ओर शहद का मिश्रण बलगम निकालने के लिए
- Adarak ek osdhi hai jisse kai bimariya theek hoti hai.
- sardi ki khansi ka achuk upay hai adarak or shahad ka bana mishran.
- Thodi si adarak kootkar ras nikal le or 1 chamamch shahasd mila le.
- Ab is mishran ko din main 3 baar le, 1 hafte main hi khansi theek ho jaayegi
Tags : -
#dadi maa ke gharelu nuskhe or upay for cough #Khansi ka ilaj in hindi #Home remedies for cough in hindi #cough treatment at home #balgum ki khansi ka ilaj #khansi ke desi totake in hindi
#Gharelu upay for cough #बलगम वाली खांसी का इलाज, #बलगम का घरेलू इलाज, #बलगम कैसे बनता है, #कफ वाली खांसी का इलाज, #बलगम से छुटकारा, #बलगम में खून आना, #कफ की शिकायत, #कफ का कारण

Comments
Post a Comment