जाने घरेलू उपाय जिससे बाल तेज़ी से होंगे घने, लंबे, काले, मजबूत ओर चमकदार
बालो को लंबा घना करने का घरेलू उपाय : Hair Growth Tips In Hindi
Hair care tips in hindi : Baalo ko ghanalamba karna or sunder majboot baalo ki mallika hona har mahila chahti hai, but mahilao ko baalo se judi koi na koi problem hoti rahti hai. Jaise kisi ke
baal jayada tutte hai, kisi ke baal bejaan hai, kisi ko rusi ki problem ya kisi ko domuhe baalo ki samsya. Yanha kuch upay diye hai jinse aapki har samsya ka samadhan ho jaayega,
1. Baalo ko baar - baar bleech or die karna.
2. Baalo ko sukhane ke liye hair dryar ka adhik paryog karna.
3. Poshtik Bhojan na karna.
4. Swasthya ka khrab rahna.
5. Baalo ko Adhik gram paani se dhona.
6. Shampoo ka adhik paryog karna.
7. Doop main jayada rahna.
8. Geele baalo main khanghi karna.
9. Manshik tanav kamjor baalo ka mukhay karan hai.
10. Baalo ko parm karna.
Baalo ko Lamba Karne ke Gharelu Nuskhe or Sawdhaaniya
1.Hafte main baalo ki ek baar mailsh jarur kare taaki baal swasth or majboot ho.
2. Malish ke liye sarso ka tel or nariyal tel ka paryog kare.
3. Tel ko halka garam kare or baalo ki jado main halke hatho se lagaye.
4. Baalo par tel lagane se adhik laabh nahi hota jitna ki jado main lagane se hota hai.
5. Raat main tel lagaye or agle din harbel shampoo se dho le.
2. Baalo ka dhona : -Baalo ko dhone ke liye sardiyo main halke gungune paani se dhona chahiye, jayada gram paani se baal dhone se tutne lagte hai.
3.Steam Kare : - Baalo Main har hafte main ek baar steam jarur le.
4. Geele baalo ko : - Geele baalo ko tawal se kabhi nahi jhaade, kabhi geele baalo main khankhi na kare.
5. Mahendi ka paryog : - Mahendi ka paryog baalo ko majboot banata hai.
6. Hara Dhaniya : - Hare dhaniye ko pees kar cotten ki madad se baalo main lagane se majbooti aati hai, baal tutne bhi band ho jata hai.
7. Poshtik aahar : - Poshtik aahar main doodh, anda, sukhe mewe, ankurit anaj, paneer, mashroom, aadi ka sevan karna baalo ke liye laabhkari hai.
8. Shampoo : -Shampoo conditionor wala use karna chahiye.
9. Pattedar Sabjiya Khaaye : - Baalo ko lamba karne ke liye hari pattedar sabjiyo ka niymit sevan karna chahiye.
10.Do muhe : - Do muhe baalo ko Niyamit treeming karwaaye.
11. Baalo main jayada hairpin, rubberband, clip ka paryog na kare.
12. Tanaav se dur rahne : -Tanaav se dur rahne ke liye lambe gahre saanso ka abhyaash kare ya le.
13. Colour karne walo ko baalo par methidana pees kar uska paste 20 -25 min tak baalo main lagana chahiye.
14. geele baalo ko kabhi band kar nahi rakhna chahiye.
#baal ghane karne ke gharelu nuskhe in hindi #baal lambe karne ka tarika #bal lambe karne ka tarika #baal ghane karne ka tarika #baal ghane karne ka oil #baal lambe karne ke gharelu nuskhe #bal lambe karne ka shampoo #baal lambe karne ka totka #baal lambe karne ka shampoo #hair ghane karne ka tarika

Inhko apnaaye taaki aapke baal bane swasth, sunder, or majboot. Baal ghane karne or baal lambe karne ke upay in hindi. BAAL RAHE GHANE, LAMBE, KAALE, MAJBOOT OR CHAMKDAAR
Baalo ke Kamjor Hone ke Kaaran Jaane : बालो के कमजोर होने के कारण
1. Baalo ko baar - baar bleech or die karna.
2. Baalo ko sukhane ke liye hair dryar ka adhik paryog karna.
3. Poshtik Bhojan na karna.
4. Swasthya ka khrab rahna.
5. Baalo ko Adhik gram paani se dhona.
6. Shampoo ka adhik paryog karna.
7. Doop main jayada rahna.
8. Geele baalo main khanghi karna.
9. Manshik tanav kamjor baalo ka mukhay karan hai.
10. Baalo ko parm karna.
Baalo ko Lamba Karne ke Gharelu Nuskhe or Sawdhaaniya
1. Baalo Main Malish kare Or Banaye Majboot or lambe :-
1.Hafte main baalo ki ek baar mailsh jarur kare taaki baal swasth or majboot ho.
2. Malish ke liye sarso ka tel or nariyal tel ka paryog kare.
3. Tel ko halka garam kare or baalo ki jado main halke hatho se lagaye.
4. Baalo par tel lagane se adhik laabh nahi hota jitna ki jado main lagane se hota hai.
5. Raat main tel lagaye or agle din harbel shampoo se dho le.
2. Baalo ka dhona : -Baalo ko dhone ke liye sardiyo main halke gungune paani se dhona chahiye, jayada gram paani se baal dhone se tutne lagte hai.
3.Steam Kare : - Baalo Main har hafte main ek baar steam jarur le.
4. Geele baalo ko : - Geele baalo ko tawal se kabhi nahi jhaade, kabhi geele baalo main khankhi na kare.
5. Mahendi ka paryog : - Mahendi ka paryog baalo ko majboot banata hai.
6. Hara Dhaniya : - Hare dhaniye ko pees kar cotten ki madad se baalo main lagane se majbooti aati hai, baal tutne bhi band ho jata hai.
7. Poshtik aahar : - Poshtik aahar main doodh, anda, sukhe mewe, ankurit anaj, paneer, mashroom, aadi ka sevan karna baalo ke liye laabhkari hai.
8. Shampoo : -Shampoo conditionor wala use karna chahiye.
9. Pattedar Sabjiya Khaaye : - Baalo ko lamba karne ke liye hari pattedar sabjiyo ka niymit sevan karna chahiye.
10.Do muhe : - Do muhe baalo ko Niyamit treeming karwaaye.
11. Baalo main jayada hairpin, rubberband, clip ka paryog na kare.
12. Tanaav se dur rahne : -Tanaav se dur rahne ke liye lambe gahre saanso ka abhyaash kare ya le.
13. Colour karne walo ko baalo par methidana pees kar uska paste 20 -25 min tak baalo main lagana chahiye.
14. geele baalo ko kabhi band kar nahi rakhna chahiye.
#baal ghane karne ke gharelu nuskhe in hindi #baal lambe karne ka tarika #bal lambe karne ka tarika #baal ghane karne ka tarika #baal ghane karne ka oil #baal lambe karne ke gharelu nuskhe #bal lambe karne ka shampoo #baal lambe karne ka totka #baal lambe karne ka shampoo #hair ghane karne ka tarika
Comments
Post a Comment