आंवला के फायदे - Amla Benefits in Hindi - आंवले के स्वास्थ्य लाभ
आँवला है आपके शरीर का रखवाला : Amla Benefits in Hindi
Amla ke fayade or gun : -
Amla ek poshtik fal hai, jo vitamin 'c' se bharpur hai, Santra narangi jaise fallo se kahi jayada amla main vitamin 'c' milta hai, Amla ke taaje or sukhe dono hi tarah ke fallo ka upyog kiya jata hai, Amla ek sampuran dwai ke roop main bhi kaam main laaya jata hai.
आँवला के चमत्कारी फ़ायदे जाने ओर खाए आँवला :-
1. Triphla ek bahut hi achi aayurvedic oshdhi hai, isme harad, bahede ke sath amla ka bhi upyog kiya jata hai.
2. Amla ka paryog chavanprash ke liye kiya jata hai, jo ek mahatavpuan oshdhi hi nahi ek tonik bhi hai.
3. Iske niyamit sevan se sardi - jhukham or dama jaise rogo se rahat milati hai.
4. Daibeties ke rogi ko amla ka juice peena chahiye.
5. Amla suger ko control karta hai.
6. Mahilao ke liye amla bahut upyogi hai, yah mahilao ko active rahne or sundarta badhane main madad karta hai.
7. Pregnancy main amla blood ki kami ko dur karta hai , isliye pregnant women ko amla ka sevan acha hota hai.
8. Amla ka upyog beauty prodct main bhi kiya jata hai.
9. Amla ke sath ritha or shikakai ko paani main ubaal kar us paani se sir dhone se baal ghane, kaale, mulayam, chamkile, or lambe ho jaate hai.
10. Amla ka murabba khane waalo ko kabhi bhi vitamin 'c' ki kami nahi hogi.
11. Rozana 2 amla khane se pachan tantar theek hota hai.
12. Bhuk jayada lagati hai, jin bachho ko bhuk nahi lagti unko amla khilana chahiye.
13. Amla ko chaba - chabakar khaane se aankho ki roshni badhati hai.
14. Amla ka achaar or chatni bhi banai jaati hai.
15. Amla ke powder ka paryog sabji main amchoor ki jagah bhi kiya ja sakta hai.
#amla juice ke fayde, #amla ke fayde in hindi, #amla juice ke fayde in hindi, #amla benefits in hindi, #amla juice benefits in hindi, #uses of amla, amla ke fayde hindi me, #amla ka upyog in hindi, #amla khane ke fayde in hindi, #benefits of amla juice, #amla ras ke fayde
Comments
Post a Comment